Aaj Jao Nah Be Chain Kar Ke Mujhe
![]() |
Unique Urdu Poetry |
آج جاؤ نہ بے چین کر کے مجھے
جانہ جاں دل دکھانا بری بات ہے
aaj jao nah be chain kar ke mujhe
janh jaan dil dikhnana buri baat hai
Unique Urdu Poetry
Aik Mudatt Hui Tum Ko Daikha Nahi
![]() |
Unique urdu Poetry |
ایک مدت ہوئی تم کود یکھا نہیں
اک زمانہ ہوامسکراۓ ہوۓ
نصرت فتح علی خان
Aik Mudatt Hui Tum Ko Daikha Nahi
Aik Zaman Hua Muskraye Hoye
Unique Urdu Poetry
Ghair Ka Haath Pkr Kar Chalna Nahi Seekha
![]() |
Unique Urdu Poetry |
غیر کا ہاتھ پکر کر چلنا نہیں سیکھا
بہت کچھ سیکھا لیکن بدلنا نہیں سیکھا
ghair ka haath pkr kar chalna nahi seekha
bohat kuch seekha lekin badalna nahi seekha
Unique Urdu Poetry
Mein Nahi Hon Qabil e Arzoo Marey Mubtala
![]() |
Unique Urdu Poetry |
نہیں چُھپتا یہ کمبخت اُٹھتا جوبن
کپڑوں سے کوئی چھپائے کہاں تک
nahi Chupta yeh kambakht athta joban
kapron se koi chupaye kahan tak
Unique Urdu Poetry
Tumhari Zaat Se Hatt Kar Haraam Hon Sab Par
![]() |
Unique Urdu Poetry |
تمہاری ذات سے ہٹ کر حرام ہوں سب پر
میں اپنے آپ سے جتنا بچا تمہارا ہوں
tumhari zaat se hatt kar haraam hon sab par
mein apne aap se jitna bacha tumhara hon
Unique Urdu Poetry
Zabardasti Ki Nazdikiyon Se
Unique Urdu Poetry
زبردستی کی نزدیکیوں سے
سکون کی دوریاں بہتر ہیں
zabardasti ki nazdikiyon se
sukoon ki dooria behtar hain
Unique Urdu Poetry
Yun Nah Bad Naam Karo Mout Ka Naam
![]() |
Unique Urdu Poetry |
یوں نہ بد نام کرو موت کا نام
مرنے والے کو زندگی نے مارا ہے
yun nah bad naam karo mout ka naam
marnay walay ko zindagi ne mara hai
Unique Urdu Poetry
Yeh Cigrette Ka Waqt Hai
![]() |
Unique Urdu Poetry |
یہ سگریٹ کا وقت ہے
محبت پر تبصرے ہم بعد میں کریں
گے
yeh cigrette ka waqt hai
mohabbat par tabsaray hum baad mein karen ge
Unique Urdu Poetry
Woh Mujhe Har Jagah Mila
![]() | |
وہ مجھے ہر جگہ ملا اک میری تقدیر کے سوا woh mujhe har jagah mila ik meri taqdeer ke siwa |
Unique Urdu Poetry
Woh Jo Khawab Thay Mere Zahn Mein
Unique Urdu Poetry
وہ جو خواب تھے میرے زہن میں
woh jo khawab thay mere zahn mein
Unique Urdu Poetry
Unhon Ne Poocha Kya Karte Ho Aaj Kal
![]() |
Unique Urdu Poetry |
انہوں نے پوچھا
کیا کرتے ہو آج کل
میں نے مسکرا کے جواب دیا
( صبر )
unhon ne poocha
kya karte ho aaj kal
mein ne muskura ke jawab diya
(sabr)
Unique Urdu Poetry
Un Ki Aankhon Mein Nazar Aata Hai Sara Jahan Mujh Ko
![]() |
Unique Urdu Poetry |
ان کی آنکھوں میں نظر آتا ہے سارا جہاں مجھ کو
افسوس کہ ان آنکھوں میں کبھی خود کو نہیں دیکھا
un ki aankhon mein nazar aata hai sara jahan mujh ko
afsos ke un aankhon mein kabhi khud ko nahi dekha
Unique Urdu Poetry
Tum Agar Lafz Marey Qatal Bhi Kar Do Saaray
![]() | |
تم اگر لفظ مرے قتل بھی کر دو سارے |
میری آ کھیں مرے جذ ہوں کی گواہی دیں گی
tum agar lafz marey qatal bhi kar do saaray
meri Aankhen marey jazbun hon ki gawahi den gi
Unique Urdu Poetry
Tujh Sa Sher Mein Sukhan Kahan Warna
![]() | |||||
Unique Urdu Poetry تجھ سا شیریں سخن کہاں ورنہ مانا جاتا ہوں خوش بیاں میں بھی tujh sa sher mein sukhan kahan warna |
mana jata hon khush bayan mein bhi
Unique Urdu Poetry
To Jo Har Roz Naye Husn Pay Mrjata hai
![]() |
Unique Urdu Poetry |
تو جو ہر روز نئے حسن پہ مرجاتا ہے
تو بتائے گا مجھے عشق ہے کیا
to jo har roz naye husn pay mrjata hai
to betaye ga mujhe ishhq hai kya
Unique Urdu Poetry
Suna Hai Raat Der Tak Jagtay Ho
![]() | |
سنا ہے رات دیر تک جاگتے ہو یادوں کے مارے ہو یا محبّت میں ہارے ہو suna hai raat der tak jagtay ho |
yaado ke maaray ho ya mohabbat mein hare ho
Unique Urdu Poetry
Sir Bazaar Nikaalo To Avargi Ki Tohmat
![]() | |
سر بازار نیکلوں تو آوارگی کی تہمت تہائی میں بیٹھوں تو الزام محبت sir bazaar niKaalo to avargi ki tohmat tahai mein bhethon to ilzaam mohabbat |
Unique Urdu Poetry
Shoq Se Torro Dil Mera Mujhe Kya Heran Karo Ge
![]() |
Unique Urdu Poetry |
شوق سے توڑو دل میرا مجھے کیا حیران کرو گے
تم ہی اس میں رہتے ہو اپنا ہی گھر ویران کرو گے
shoq se torro dil mera mujhe kya heran karo ge
tum hi is mein rehtay ho apna hi ghar weraan karo ge
Unique Urdu Poetry
Sehraa Ki Bheegi Rait Par
![]() | |
صحرا کی بھیگی ریت پر میں نے لکھا ہاؤ ار گی ✍️ sehraa ki bheegi rait par mein ne likha hao ar gi ✍️ |
Unique Urdu Poetry
Pata Hai Mujhe Yeh Barishain Kyun Pasand Hain
![]() | |
پتہ ہے مجھے یہ بارشیں کیوں پسند ہیں یہ برستی ہیں اداس لوگوں کی طرح |
pata hai mujhe yeh barishain kyun pasand hain
yeh barasti hain udaas logon ki terhan
Unique Urdu Poetry
Musalsal Mrta Raha Sab Ke Samnay
![]() | |
|
مسلسل مرتا رہا سب کے سامنے
دفنا کے پوچھیں گئے ہوا کیا تھا
musalsal mrta raha sab ke samnay
dafna ke poucheen gaye sun hwa kya tha
Unique Urdu Poetry
Mujhe Bad Duayen Chahiye
![]() | |
مجھے بد دعائیں چاہیے |
اتنی سخت کے موت بھی کانپ اٹھے
mujhe bad duayen chahiye
itni sakht ke mout bhi kanp utthay
Unique Urdu Poetry
Mere Naram Lehjey Ke Qabil Na
![]() | |
میرے نرم لہجے کے قابل نہیں |
یہ ایرے غیرے لوگ
mere naram lehjey ke qabil na
yeh airay ghairy log
Unique Urdu Poetry
Mere Hi Aasaan Ka Rang Hai Aisa
![]() | |
میرے ہی آسان کا رنگ ہے ایسا یا شام کہیں اور بھی اداس ہے۔ |
mere hi aasaan ka rang hai aisa
ya shaam kahin aur bhi udaas hai
Unique Urdu Poetry
Mein Hanstaa Hon To Khush Woh Bhi Hota hai
![]() | |
میں ہنستا ہوں تو خوش وہ بھی ہوتا ہے تذکرہ آئینے کا کر رہا ہوں انسان کا نہیں |
mein hanstaa hon to khush woh bhi hota hai
tazkara aaiine ka kar raha hon insaan ka nahi
Unique Urdu Poetry
Lout Aao Ke Muntazir Hai Nigah Is Se Pehlay Ke Looh Qismat Par
Kitna Be Wafa Be Reham Matlabi Tha Woh Ek Shakhs
![]() | |
کتنا بے وفا بے رحم مطلبی تھا وہ ایک شخص |
دل جلانے کے لئے دل لگانے پر مجبور کیا ہم کو
kitna be wafa be reham matlabi tha woh ek shakhs
dil jalanay ke liye dil laganay par majboor kya hum ko
Unique Urdu Poetry
Kis Ko Sunaoun Haal Gham Ko Gham Aashna Nahi
![]() | |
کس کو سناؤں حال غم کو، غم آشنا نہیں |
ایسا ملا ہے درد دل، جس کی کوئی دوا نہیں
kis ko sunaoun haal gham ko gham aashna nahi
aisa mila hai dard dil jis ki koi dawa nahi
Unique Urdu Poetry
Khanjar Nah Mila To Is Ne Bedam
![]() | |
|
خنجر نہ ملا تو اس نے بیدم
آنکھیں دکھلا کے مار ڈالا
khanjar nah mila to is ne bedam
ankhen dikhla ke maar dala
Unique Urdu Poetry
Jis Ne Ada Seekh Li Gham Mein Muskurany Ki
| Unique Urdu Poetry |
جس نے ادا سیکھ لی غم میں مسکرانے کی
اسے کیا ہرائے گی گردش زمانے کی
jis ne ada seekh li gham mein muskurany ki
usay kya har aaega gardish zamane ki
Unique Urdu Poetry
Jis Din Woh Kere Ga Yaad Meri Mohabbat Ko
![]() | |
جس دن وہ کرے گا یاد میری محبت کو |
بہت روۓ گا خود کو بے وفا کہہ کے
jis din woh kere ga yaad meri mohabbat ko
bohat rohega khud ko be wafa keh ke
Unique Urdu Poetry
Is Rastay Par Jo Gaya Woh Laa Pata Ho Gaya
![]() | |
اس راستے پر جو گیا وہ لا پتا ہو گیا |
قصہ سنا رہا تھا ایک بزرگ محبتوں کا
is rastay par jo gaya woh laa pata ho gaya
qissa suna raha tha aik buzurag mohabbaton ka
Unique Urdu Poetry
Is Ke Husn O Jamal Par
![]() | |
اس کے حسن و جمال پر کالے کپڑے کمال لگتے ہیں |
is ke husn o jamal par
kalay kapray kamaal lagtay hain
Unique Urdu Poetry
Hota Agar Matlab To Kab Ka Chore Deta Tumhe
![]() | |
|
ہوتا اگر "مطلب" تو کب کا چھوڑ دیتا تمہیں
*محسن*
ارادہ "وفا" کاہے الزام جو بھی آۓ پرواہ نہیں
hota agar" matlab" to kab ka chore deta tumhe
mohsin
iradah" wafa" kaahe ilzaam jo bhi Aaya parwah nahi
Unique Urdu Poetry
Hazaron Nuskhay Bnayo Magar Shifa Ke Liye
![]() | |
ہزاروں نسخے بنائو مگر شفا کیلئے |
نگاہ یار سے بڑھ کر کوئی دوا نہیں
hazaron nuskhay bnayo magar Shifa ke liye
nigah yaar se barh kar koi dawa nahi
Unique Urdu Poetry
Haar Jatay Hai Jeetnay Walay
![]() | |
ہار جاتے ہے جیتنے والے وہ نظر ایسی چال چلتی ہے haar jatay hai jeetnay walay |
woh nazar aisi chaal chalti hai
Unique Urdu Poetry
Ehtram Karna Tarbiyat Hai Kamzoree Nahi
![]() | |
احترام کرنا تربیت ہے کمزوری نہیں احترام کرنا تربیت ہے کمزوری نہیں |
ehtram karna tarbiyat hai kamzoree nahi
moazrat karna husn ikhlaq hai zillat nahi
Unique Urdu Poetry
Dua Karo Is Eid Kkhuda Apne Paas Le Jaaye
![]() | |
دعا کرو اس عید خدا اپنے پاس لے جاۓ اس عید مجھے تحفے میں کفن مل جاۓ |
dua karo is eid kkhuda apne paas le jaaye
is eid mujhe tohfay mein kafan mil jaaye
Unique Urdu Poetry
Do Cheharon Ka Boojh Nah Uthaya Kiye Kijiyej
![]() | |
|
دو چہروں کا بوجھ نہ اٹھایا کیئے
دل نہ ملے تو ہاتھ بھی نہ ملایا کیجئے
do cheharon ka boojh nah uthaya kiye kijiyej
dil nah miley to haath bhi nah milaya kijiyej
Unique Urdu Poetry
Dil Toar Ke Ibaadaten Karte Ho
![]() | |
|
دل توڑ کے عبادتیں کرتے ہو
دعا ہے تیرے سجدے قبول ہوں
dil toar ke ibaadaten karte ho
dua hai tairay sjday qubool hon
Unique Urdu Poetry
Dawa Se Hal Nah Sun hwa to Dua Par Chore Diya
![]() | |
|
دوا سے حل نہ ہوا تو دعا پر چھوڑ دیا
ترا معاملہ ہم نے خدا پہ چھوڑ دیا
dawa se hal nah sun hwa to dua par chore diya
tra maamla hum ne kkhuda pay chore diya
Unique Urdu Poetry
Choom Layte Hain Latak Kar Kabhi Lab Kabhi Chehra
![]() | |
چوم لیتی ہیں لٹک کر کبھی لب کبھی چہرہ تم نے زلفوں کو بڑا سر پہ چڑھا رکھا ہے choom layte hain latak kar kabhi lab kabhi chehra tum ne zulfon ko bara sir pay charha rakha hai |
Unique Urdu Poetry
Chhod Sab Wadon Ko Qasmon Ko
![]() | |
|
چھوڑ سب وعدوں کو
قسموں کو
ارادوں کو
تو آئینہ دیکھ
اور بتا
میری پسند کیسی ہے
chhod sab wadon ko qasmon ko
iraadon ko to aaina dekh
ur bta meri pasand kaisi hai
Unique Urdu Poetry
Andheri Raat Madham Roshni Waqt Tahajjud
![]() | |
|
اندھیری رات ، مدھم روشنی ، وقت تحجد
میں اور میرا رب!
andheri raat madham roshni waqt tahajjud
mein aur mera rab!
Unique Urdu Poetry
Acha Insaan Matlabi Nahi Hota Bas Daur Ho Jata Hai
![]() | |
|
اچھا انسان مطلبی نہیں ہوتا بس دور ہو جاتا ہے
ان لوگوں سے جنہیں اس کی قدر نہیں ہوتی
acha insaan matlabi nahi hota bas daur ho jata hai
un logon se jinhein is ki qader nahi hoti
Unique Urdu Poetry
Aap Ko Kon Tamashaayi Samjhta Hai Yahan
![]() | |
آپ کو کون تماشائی سمجھتا ہے یہاں آپ تو بس آگ لگاتے ہیں چلے جاتے ہیں aap ko kon tamashaayi samjhta hai yahan aap to bas aag lagatay hain chalay jatay hain |
Unique Urdu Poetry
Aaj Woh Phir Niklay Hi Be Naqaab Shehar Mein
![]() | |
|
آج پھر کفن کی دکان پے رش ہوگا
Aaj woh phir niklay hi be naqaab shehar mein
aaj phir kafan ki dukaan pay rush hoga
Unique Urdu Poetry

















































0 Comments